Assalam o alaikum.namze ayaat Jo wajib hoti hy.zilzila,Kali andhi ,tofaan,suraj, or Chand girhun.in saroo k Lea namaze ayaat wajib hey.agr qaza ada krni ho in ki to.namaze ayat qaza parti hon suraj girhun ki ya nsmaze ayaat parti hon zizily ki.isi tarha neat karey ya.bus namaze ayaat ki qaza parti hon qurbatun ilallah parey.please wzahat farmae.

Jis sabab sy Nemaaz Aayat wajib ho us ka Mu-ayyan karna wajib hy. agar chand girhan ki wajah sey 1 nemaz wajib ho aur suraj girhan ki wajah sy 1 nemaz wajib ho esi tarah 3 ya 4 nemaazen wajib hon to har aik nemaaz k liye alag alag niyyat karna wajib hy.