"Kya inami cometti dalna jaiz hy Us me jb aap ka koi inaam nikal aye to us k baad cometti nahi dety Or inam chota ya barra lazmi nikalta hy? sawal...shadi k bad ....ldki per shohar k itaat wajib h ya walden ki? agar dono ek sath kisi chiz k hukm de k uski itaat wajib ho to....kis ka hukm mana jae? iska jwab de plz."