Jo mard twaf e Nisa ko eham ni smjta ya us na is k bary my na Suna ho aor 2 umry aur 1haj bagr twaf e Nisa k anjam da aur bv sa mubashrat b kr chukka ho to is bary m Islam Kia kehta ha

Agar tawaf e nisa k barey mein Maloomat na honey ki wajah sy aisa hua ho to jesey hi pata chaley usi waqt sy us ko apni bivi sy mubaashirat karna haram ho jaayega, aur jab tak Khud ya wakeel k zareeye tawaaf e nisaa bajaa na laayein tab tak us k liye apni bivi sy mubashirat jaaiz nahi he.