aGar khud job jaiz hO to phir chahay merit par koie shaks lagaY ya koie sifarish par lagwa day dono sourto mein os job ki kamaie halal hOgi? Lakin kuch banday ye bhi to kehtay hain k sifarish say lagnay wali naokri ki kamaie is liye haram hy Q k wo kisi aur ka haq maar k lagwaie jati hai matlab agar sifarish na ki hoti to koie mustahiq lag jata merit par lakin kisi ki sifarish say wo os ko na mil saki balkay koie aur lag gaYa.

Merit par lagay job ki kamaai jaaiz hey... Laikin us shakhs ka job jo merit par nahi balkih Sifarish k zariye lag jaaye to wo muta-allaqa Job per kam kar sakta ho to us ki kamaayi jaaiz hey.(matlab ye kih wo us mansab aur job ka haq ada kar sakey to jaaiz he us ki kamaayi)