"i humbly request to make aware about the sajdah direction regarding recitation of verses of sajdah. is it enough to do sajda on Quran at that particular movement or one have to offer proper sajdah as we do in Namaz. Waiting for your guidance"

Ehthyat e wajib yeh hai ke quran Majeed ke wajib sajday mein insaan apni peshani sajda gaah ya kisi aisi cheez par rakhay, jis par sajda karna sahih ho aur Ehthyat mustahib ki bana par badan ke dosray aaza zameen par is terhan rakhain, jis terhan namaz ke sajday men rakhay jaaty hain.