Kia Phone par Nikaah ho sakta hy? Neez Gawaahun ki bhi Zaroorat hy?

G, Phone par Nikaah Ho sakta hy. Aur agar Larka aur Larki donu aik dusry ko jaanty hon aur Nikaah parhany wala bhi in ko janta ho to Gawaah rakhna Mustahab hy. Laikin agar in ka aapas me waqifiyat Nahi hon to Gawaah rakhna Zaroori hy.