Salam agar namaz k doran danton s khon nakal ae or boht zayada ho to phr dorane namaz kya krn?
Nemaaz Batil hogi, Zaroori hey keh Nemaaz tor kar pak kar k dubaara nemaaz parhein. haan agar khoon bohot kam ho keh wo munh k pani mein halaak ho jaaye to usi haalat mein nemaaz tamaam kar sakta hey.