"Ye bataye ke mai us jagah namaz e juma padh sakta hu jaha pr hamary fikaha jafarya ki baa jamat namaz na hoti ho KIA mery leye namaz e. Jumah wajib hoga"
Imam e Zaman (atfs) ki ghaibat key zamaaney men Nemaaz e Jumma aur Nemaaz e Eidain (Eid-ul-fitr & Eid-ul-Adha ki Nemaazein) Waajib nahi hein.