1. Kiya Taqleed men irada kr lena kafi h k m ic mujtahid ki taqleeď karta hu? 2. kya Taqleed change ki ja sakti h?

1* Taqleed iraada karney ka naam nahi, Balki Apney Amal ko Mujtahid k Fatwey k mutabiq Baja Laaney ka naam hey. 2* Aam halat me Apni taraf sey Taqleed change nahi kar sakta, haan agar yeh maa-loom ho jaaye keh Jis Mujtahid ki wo taqleed karta hey, Dusra Mujtahid us sey AaLam ho to Waajib hey keh Taqleed change kar key us AaLam Mujtahid ki taqleed karen.