namaz e jummah wajib ki niyat se parhain ya qurbatan illallah.

Jumma ki nemaaz wajib e takhyeeri hey. es sey murad yeh hey keh Jumma k din mukallaf ko ekhtiyaar hey keh agar nemaaz e jumma ki sharaait mojood hon to jumma ki nemaaz parhey ya zuhur ki nemaz parhey. Lihaza agar insan Jumma ki nemaaz parhey to wo Zuhur ki nemaaz ki kifayat karti hey(yani phir Zuhur ki nemaz parhna Zaroori nahi.)