"Sawal yeah hai key kya hum kisi asey shaks k ghar ja k kuch kha ya p saktey hain jo phley tu muslim ho.or bad mai murtad yani bad mai kafir ho gaya ho.or kahey k kou khuda nhi hai ( naozubillah).is ki kamai ho or ager khana kou muslim b paka dey tu kya khana jaiez hai.qk kamai tu isi (jo bad mai munkarey khuda hua) ki hai.is barey mai shariyt kya kehti hai?
Us key Haan jaa kar khaana Peena Jaaiz Nahi.