"Aik sawal Namz Zohreen ya namz magriben kyu pri jti ha alag alag kyu nae......?????"

Zuhrain yaa Maghribain ko alag alag bhi parh saktey hein, aor yak-e-Baad Deegarey bhi. Donoon Tareeqey Rasool-e-Akram ki Seerat-e-Tayyeba sey Saabit hein. Masroofiyaat ki wajah sey Mumineen ko do Mukhtalif Awqaat mein Baa-Jamaa-at ho kar yaa Masjid mein Jaakar Nemaaz parhna Mushkil ho to saath hi parh saktey hein.