" Mera sawaal hai ke namaaz jo awal waqt nahi parta to uska kyia hota hai Or fajar ki qaza hojati hai to phir direct qaza para ke zihar se pahle bi sahi hai"
Awwal waqt mein Nemaaz parhna bohot ziyaada thawaab (sawab) Rakhta hey, Adaa-an kisi bhi waqt mein parh sakty hen. Qazaa Nemaaz kisi bhi waqt mein parhi ja sakti hey.