سوال aoa.main nai mobile Mai aik app download ki howi hai.jis k zariye paisay kamaye jantai hai.ye bit coin ki Tarah to nahi hai.is app ko download kartai hi apko 650 amount milti hai.ap ko aik is app Mai specific jagho par Jana parhta hai or us par click Karna hota hai Jis Mai AP ko password yaad Karna I ki zarorat hoti hai.wo password enter Karna hota hai.phir AP ki amount zyada hoti hai.aur ye 24 ghanto Mai 3 martaba Karna hota hai.phir AP ki amount zyada hoti hai.aor is Mai koi kaam nahi hota hai.aor agar AP is Mai amount recharged kartai hai to 1 month Mai AP k double hojatai hai.is app Mai jab amount zyada hoti hai to pehlai option hoti thi betting ki likinn ab transaction likha hota hai.aur na hmara is Mai koi time waste hota hai na koi kaam nahi hota Sirf app Mai enter hona parhta hai.kya ye hum is k zariye paisay kama satai hai

جواب انسان خود محترم ہے اس کے طرح اس کا وقت بھی محترم ہے تو اس سے خود بھی فائدہ لیتاہے اور دوسرے بھی فائدہ اٹھاسکتاہے تو جب دوسرے اس کے وقت سے کام لیتاہے تو وہ کام زاتی طور پر ناجائز یا کسی کے ضرر میں نہ ہوبلکہ جائز کام ہو تو ا س سے پیسہ لنیے میں کوئی اشکا ل نہیں ہے لیکن جو طریقہ یہاں پر بیاں ہوا ہے وہ میرے سمجھ میں نہیں ایا۔