Salam Main careem (taxi service) mn kam karta hun Mera kam pick and drop service dyna hy Ziyada tar Rawalpindi Islamabad mn he hota hun Kabhi kabhi taxila ya wahh cant jana parta hy drop krny to wahan ja k namaz qasar ada krun ga ya puri parhun ga
wa salam saary 5 kilometer sy kam me aap rozana drive krty hain to ap ki namaz qasir hogi jab aap kabi kabar sary 5 kilometer ya us zyada safar kry albata ana jana dono mela k sary 5 kilometer ho to kafi he