Moulana sahb muharram ky ayyam main aurat ka surma pehnana jaiz hy 2/ shota bacha 10 mah ka ho us k pishab sy kpdy tbdeel kr lena kaafi hy ya ghusl bhi wajb ho jata hy 3/halat jnabat main mrd ya aurat koi cheez kha pee skty hain
2.gusal wajib nhi he albata us kapry ko dhona aur badan ka wo hessa jahan peshap laga ho srif usy jaga ko dhona zarori he 3.halat jenabat me khana peena makrooh he albata hath mooh dho lya jy to phir makrooh b nhi he jazakallah