Question: Assalamu Alaikum, Moulana kiya "Agha Rouhani" mujtahid hayat hein? ... jis sharai masle mein "ahtiat e wajib" likha ho to kiya us mujtahid ki taqleed kerna jaiz hai jo hayat na ho jaise k "Ayatullah Fadhlallah"?

wa alaikums slam Agha rohani sy ap ka murad iran ka mojoda sadr sab he to wo yaqeenan ik alem deen zaroor he lakin marj e taqleed nhi hai 2muqallad ka . zenda hona shart he taqleed shi hony ky ly yani jis mujtahid ki hum taqleed krty hain us k kay sharaiet hein un sharait me sy aik shrt ye he ki wo zenda ho chahi ehteyate masail ho ya dosry masail e sharia ho. lakin jis mujthid k taqleed krta tha wo foot hojy to us sorat me ye dekhna hoga ki zenda mujtahed jo zyada aalam he ye ap ka sabeqa mujtahid zyada aalam hae agr zenda mujtahid aalam nhi he balki jo wafat pa chuky hai wo mujtahid aalam ho to ap k ly zarori he ki ap usy pr brqara rhy agr zenda mujtahid aalam ho to us sorat mee zarori he ki aap zenda mujtahed ki traf rojoo kry jazakallah