Assalam o alaikum. ..g mjhy pochna tha kya parents k ijazt k bina nikah ho skta h??
wa salam agr larki kanwari ho to zaruri he ki father ya Dada ki ejazat ho us k baghair nekah nahi ha sakta Lakin agr larki talaq shudah ho to us sorat me ejazat zarori nhi