Salam o Alaikum iftar party me jana he whan sub suni he kya un ka sath roza iftar kar sakta he?

wa salam wrw tamam mujtahideen ka ftwa ye he ki jab tak jan o mal ko koi khatra na ho tab tak ap ahle sunat bradran k sath roza iftar nhi kar sakty hai jab tak yaqeen na ho ki groob hogya he albata ethad ki khatir namaza jamat me un k sath eqteda kr sakty hai whan pr be srif jamat ki shakil bnay baqi namaz ap ki furada hogi nyat be furada hogi azkar wagheera be ap ko apny hesab sy pharna hoga srif uthna baithna un ka sath ho bs esi had tak theek wagrana imam jamat ka ly shia 12 imami hona shart he