Assalam O Alaikum Ramzan Ul Mubarik Mein Raat ko jo 20 rakat nawafil parhte hain Agr ksi ki qaza namazein hon to kya wo b nawafil hi parhen gy ya phr nawafil ki bajaye apni qaza namazein parhen gy???
wa salam agr kisi shakhs pr qaza namazein hon aur ramzan me wo qaza namzin prna chaty hon aur nawafil ramzan ki jaga wo qaza namzien prly to nwafil ka be swab melyga aur qaza be hojyga allah ap k tofiqat khair me izafa frmyn ameen