: Salam molana saab,ek sawal ka jwab milskta: Kya ghareeb syed ghair syed se zakat leskta hai,,taake wo apna business shuru krske?

wa salam syed jo he ghair syed sy halat ikhtyari me zakat wajib (zakat ya fitra )nhi lay sakta lakin aghar majboor ho ehteyat e wajib k bina pr esi majboori ho ki khums aur dosry zarey e amadani sy ekhrajat pory na ho ya ni na kafi ho to us sorat me jaiz he Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani allah tala ap ki tofiqat me ezafa frmy ameeen