Salam agar koi kisi waja sy mahe ramzan k rozy na rakh saky tou muth kitna nekalna hoga??plz bata dijiye

baghair kisi wjah k raza na rakhy us pr muth nhi balki us pr kaffara kuch aur he maslan 2 mahenay musalsal roza rakhna ya 60 faqeerong ko khana khelana ya 1 ghulam azad krana lalbata jo shakhs burahapy ki wajah sy ya shadeed takleef hoti ho us wajah sy roza na rakh sakta ho ya roza rakhna bhut mushkil hota he os per roze wajib nahi hain lakin shaded takleef ki soorat me har roze k badly aik mud kahana yani aata ya roti ya in se milti julti koe cheez 12 imami shia faqeer ko day.