Salam...kia ek hee shakhs say 2 baar nikah ho skta hai...???? Jaisay k larka larki pehlay khud nikkah kr lain...r dosri mrtba un k ghar walay shadi pay nikkah krwain..???

wa salam nekah ki wajah sy us ki as at e shari murattab hota he jo ki ik dusry halal hona he wo asar ik safa nekah pharny sy murattab hojayga agr baqi sharit e nekah be pori ho dusri dafa tesri dafa nekah pharna jaiz ki had tak to theek he ap das dafa pry Lakin us ka koi aur shari asar nhi hota agar pelhla nikah daimi hai to dubara nikah ka koi mana nahi banta hai Magar pehlynikah ko talaq deden laekin agar aqd mutah no to baqi muddat bakhshny k bad nikah parh sakty hai