Aoa khumas ke bare mai detail bta den k iski adaigi kse ki ja skti h ur y apne gr wlo ko b di ja skti h kya agr w crisis mai hn

kamanay wala, yani tajir,karegaar, molaazem , kyesan,ustaad, mazdoor or is trah digar paisa waley afrad kay kamaaye ya kaam shuru kerny say aik saal guzarne k bad, khums ka saal aa pohanchta he to jo khuch un k saal se zyada ho us ka khums(1/5) dain, by rozgaar afrad ko jo itefaqi amadanea hasil hoti hay tu jab amadani hasil hone k waqat se ik mukammal saal guzar jay to us bache hoi meqdaar ka khums ada kerna zarori hay kums ko hum apny hesab sy kisi ko nhi dy sakty balki ik hessa sadat ka haq he zarori he aik asy syed ko dy jo faqeer ho .yateem ya aisa syed ko dy jo sfar me lachar ho majboor ho aur dosra hesa imam as ka he jo mojoda zamazy k ik jame sharait mujthid ya un kay wakeel ko dya jay ya un kamon me kharch kry jis k ly mujtahid ki ejazat ho jazakallah