Maine qaza namazon javpta krna hai ke hum hume agr yaad na ho ke kbse humne adaa nhi ki namazen to phr kahan se shuru kren prhna

Jes shakhs nay apni yomeya namazayn in k waqt me na parhi hon to zarori he ke in ki qaza baja laye Ref: Ayatullah Sistani Tauzee hul masail, maslah # 1356 meesal k toor par agar kise ki chand fajir ki namazain ya chand zohar ki namazain qaza hogai ho aur woh un ka tedadad na janta ho ya bhool gay ho maslan ya na janta ho k wo 5,6 ya 6 to agar wo chhote adad k hisab se perh ly to b kafe hai.lakin behtar ye he ki itni namz pary ki usy yaqeen hojy ki sari qaza namazain par li le he maslan agar wo bhool ghay ho k is ki ketni namaze qaza hoye thi or use yaqeen ho k 20 se ziyada na thi to ehtiyatan subah ki 20 namaze perhe. Ref: Ayatullah Sistani,Tauzeehul masail.