mera sawal ye hai k ramzan me jb hum safar me hoty hai to wo atna kuch kha ly k roza na ho ya normal kha pee sakta hai ??
was Jes musafir k ley safar mai 4 rakat namaz 2 rakat ho jati hai osay roza nahi rakhna chaheay. Yani jab os ka safar 44 kilometer sai ziada ho aur 10 din ya os sai ziada rehnay ka irada na ho tab roza nahi rakhna chaheay. ( Ref: Ayatullah Sistani