Khums k bare main sawaal hai k khums jangon main hasil shuda maale ghaneemat per Anhazrat SAWW ne panchwaan hissa khums ada karne ka hukm diya tha aur jo maale ghaneemat pate the wo ada bhi karte the. Lekin aaj jbke jange nahin hoti hain aur na maal ghaneemat milta hai tab bhi har aadmi per saal k akhir main tamaam ikhraajat ke baad bach jane wale paise per 20% khums ada kia jata hai. Kia Madine ki hukumat main Rasool Allah saww ne male ghaneemat k ilawa bachat per 20% khums sab par lagoo kar dia tha. Is k bare main zara irshaad farma den. Ans:

Assalam o alaikum wrw Ans 1. quran e majeed me lafz e Ghanimat istemal hwa he ahle lughat k nazdeek kisi cheez ka bagheer mushaqat kay hasil hona gjhaneemat kehlati he islami jangung kay bad ye lafz jangi ghaneemat me istemal hony laga lehaza quran aur sunnat me jab ye lafz istemal hojy to hum usay qadeem lughwi mani murad layngy ye bat ap zehn me rakhy ki ayat sy ye bat sabit nhi hota ki ghanimat kay elawa kisi aur cheez pr khums wajib nhi he kionki ghaneemat kay elawa madanyat ,khazana .aur aabi dolat pr bil ettefaq khums wajib he yani lafze ghaneemat sy srif jangi ghaneemat murad nhi he dusri bat agr frz kryn ki ayat srif jangi ghanemat ko shamil krta he tub bi is amr me koi mane nhi he ki kums kay dosry umoor ko hum rewayat sy istefada kr sakty hain iski bhut saari mesal Quran pak me mojud he ki jhan hukum kay ik hesy ko bayan frmya he aur baqi hesay sunnat pr choor dya he jasy namaz panjegan ka zikr quran me byan hwa lakin nmaz twaf aur namaz ayat ka zkir nhi halanki shea sunni kay han ye sabit he ki namaz ayt ,tawaf be wajib he ye sunnat say estefada hota he is tarah yhen pr khums kay ik hesa quran me baqi sunnat (yani faman e masoomeen as)say wajib sabit he imam musa kazim as sy khums kay bary me swal kya gya ap nay framya tamam amadani pr khums wajib he ik aur ewayat me he jab imam sy swal kya gya ki hr kmai pr khums wajib he?jwab me frmaya han apny ayal ka kharch aur hukumati tex ada krny kay ba us pr khus wajib he وَاعْلَمُوا أَنَّمَا غَنِمْتُم مِّن شَيْءٍ (surah anfal ayat 41)me ganemtum min shai en he agr jangi ghaneemat srif murad hota to ayat me min shai in ki jaga min harben hona chai tha chunki jang ko arabic zuban me harb kehty hain.