Q 1:ji ham yeh jo prfums use krty jin k ingrdients pr alchohal likha hota he mukhtlif forms mn to kia enko libas pr lagny se pir en kpron mn namaz ni hoti.????Q2:ab kaha jata he k homeopathic medicine mn b alkhohl use hota he.r kuch baloon pe lagany waly jo hairtonics hn on mn b ?to kia ye sb use ni krny chahiein???? Q3:kia on tmam cheezin ko ni use krna chahiay jin k ingredients mn alchohal likha ho.chahy kisi b form mn.??? Answer sms

Aayat-u-Allah Sistani (daama Zilluh) ki nazar mein har qisam ka Al-Kohal (الکہل) paak hai. aur Lagaa kar Nemaaz padh sakty hen. Aur Khaaney ki cheezun men Al-Kohal 2% ya us sy kam Shaamil hon to wo cheez khaa bhi Sakty hen.(jesy, Tablets aur Syrups men agar Al-Kohal shaamil hon). Haan agar 2% sy Ziyaada Al-Kohal shamil hon to khaana/Peena Jaaiz Naheen. magar yeh keh us men Paani yaa koyi aur cheez milaayen, taakih Al-kohal ki miqdaar 2% ya us sy kam ho jaaye.