Q:- kya shia sunni imam k pechai namaz pad saktai hai? Mujh ko yeh janna tha k hum shia namazo ko kue jama kar k padtai hai kya hum shia b ahli sunnat ki tarah 5 namaz alag alag padsaktai hen?
ittihaad e ummat k paish e nazar Jaaiz hey. (Agha Khamnaei) ikhtiyaari aur aam halaat men Durust nahi. (Agha Sistani) Namaazoon ko Jama kar k parhna jaaiz he, alag alag apni Awoqaat e Fazeelat men parhna na sirf jaaiz he balkih Behtar he.