Agar merit ki bjaye sifarish par koie job lagwa day to kya wo job krna jaiez hai ya os job ki kamaie halal hai ya haram?
Us shakhs ka job jo merit ki ba-Jaaye Sifarish k zariye lag jaaye to wo muta-allaqa Job per kam kar sakta ho to us ki kamaayi jaaiz hey aur Halaal bhi he.