"کیا شوہر اپنی بیوی کو جو سید زادی ہو خمس دے سکتاہے؟ اور اگر کسی اور کو دینا ہو تو طریقہ کیا ہے خود دے سکتا ہے یا نمائندہ مجتہد کو دینا پڑتا ہے؟

Bivi Shohar ka wajib-e-nafaqa hey, aur Khums kisi wajib-e-Nafaqa ko nahi dia ja sakta. Khums ka 2 Hissa hota hey, 1 Hissa Maal-e-Imam, aur 2sra Hissa Maal-e-Sadaat hey. Maal-e-Imam Khud Imam tak ya es dor mein Mujtahideen tak ya Mujtahideen k jo wakeel ya Mujaaz Shakhs tak pohnchana Zaroori hey. Aur Maal-e-Sadaat kisi bhi Mumin Sayed ko dia ja sakta hey.