moje pata chala keh hamare masjid ke imam sahib ne denyat centers ke slaries me koch khiyanat ki hn. me ne os ka peeche namazen pari hn mra kia Homak hn. kia ab me os ke peche namaz jamat jari rakh sakta hn?

Agar Ap ko Khayaanat karney par yaqeen ho to us imaam k peechey Jama-at k sath nemaaz nahi parh sakta. Mas-ala Maloom nah honey ki wajah sey Khayaanat par yaqeen honey k baaw-jood us k peechhey nemaaz parhi ho to wo nemaaz saheeh hein, Laikin Aayinda us ky peeshhey nemaaz nah parhein.