میری یونیورسٹی میں اہل سنت برادری کی جماعت ہوتی ہے لیکن اہل تشیع کی نہیں تو کیا ہم اہل سنت کے ساتھ با جاماعت نماز ادا کر سکتے ہیں؟اگر پڑھ سکتے ہیں تو کس طرتح ادا کریں؟ کیا باجاماعت کا ثواب ملے گا؟

Agha Khamnaai, ittihaad e ummat ki khatir Ahl-e-Sunnat imaam e jamaa-at ki iqtidaa mein Nemaaz e Jamaa-at ko jaaiz samajhtey hein. Agha Sistani Farmaatey hein Aam Halat mein Ahl-e-Sunnat imam key peechey Jamaa-at Durust nahi. Jamaa-at ki Saff mein khara ho kar Azkaar waf-aal apney tareeqey sey anjaam dein.