: Kiya zoohr or assr ki nmazzz 1 sath hi frz ha ya alg alg time sa b parh skty asyyy hi marjrib esha k b btya ga plz

wa salam zhur aur asir ka waqat zawal w aftab yani soraj ka jokawo magrib ki traf hona shoru hojy us waqt say lak soraj ghoroob hony tak he lakin behtar he ki awal waqt me hi namaz pri jay jab ki namaz khatam hojy to asir shuroo hota he lakin tarteeb zaroti he pehly zohur phir asir aur maghrib aur esha mai be yahi hukam he yani maghrib k baad esha pri jay jazakallah