Question: Assalamu Alaikum Moulana aghar hum kissi ko 50,000/- qarz dein, aur qarz lene waaley aur humare beech mein yeah teh hojaye k 3 saal k baad qarz lene waala 50,000/- ki tagah 53,000/- de to kiya yeah sharai jaiz hoga?

wa salam ap 50 hzar ki ewaz 53 hazar pr moaheda ho jy to ye doo trah sy ho sakta he 1.pasia aik etebari he yani kabi uski curency kam hoti kabi zyadah maslan ik mobail jo 3 saal pehly 50 hazar ki malyat rakhta he wo mobil teen saal bad kam az kam 53 hzar tak phonch jy ga es lehaz sy aap qarza lyny waly say 53 hazar ka muhadeh kry to ye jaiz he 2.agr easa na ho balki ap us khen ki aap ko majbri he is bena pr me 50 hazar batoor e qarza dy ta hun agr 3 hazar ezafy k sath dogy to ye hukm reba me ayga jaiz nhi he jazakallah