Asalamualaikum. Me rehnumai chahta k taqleed krna zrori hai? Agr hai to q hai? Jb hum apni zindgi k hr msaly 14 mosumin A.s k btaey huay treqay sy hal kr skty hain phr mujtaahid ki taqleed q

wa salam masomeen as k baty howy treqy sy aap hr msaly ko hal kr sakty hain yani aap khud bhut bara alim hai to us sorat me taqleed wajib nhi he lakin masoomeen ka farman hr kaso na kas nhi samj sakty hain lehaza taqleed k bagair amal shi nhi he khud imam zaman ajf ny frmya hum allah ki trfsy tum pr hujat he aur humri ghibat me mujtaheedeen ulma hamri trafsy tum pr hujjat hain ahkam ko un sy lo un ki taqleed kroo lehaza taqleed wajib he is wajah sy ki hum hr masaly ko na samj sakty hain na hamry paas itna elum he ki hum khud in ko apny hesab sy dirict masoom as sy ly saky