Baraye karam ek sawal Agar hum kisi aise maqam par gaye jaha hamari namz qasr hai Or jab hum wapas apne watan aye to hume namaz puri padhni hai ya qasr Muqallidin ayatullah sistani sahb
wa salam jab ap apny watan wapis aajy to whan ap ki namaz tamam he qasir nhi he safr me ap namaz na pry aur namaz qaza hony sy pehly apny ghar ya watan wapis phonch jay to namaz pori pryngy. jazakallah allah ap ki tofiqaat e khair mai ezafa frmy ameen