Aoa. Plz bta dain k ager hum 10 din k liy kahin jaty han tu kya 10 din nimaz kaser ker k perty han.??
wa salam agar 10 din kisi jigha par rahy to zaroriehai ki wo apni namaz puri perhay. Mosafir kesi jagha 10 din ya is sai zyaad din rehny ka irada na rakhta ho to namaz qasr ho gi (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa karay). (Ref: Ayatullah