hum kisi company me insurance krawat hai aur chand sal bad company waly thory paisa extra daty hai to kya kums pory paisay pr wajib he ya srif asil hamary sarmaya pr?
wa salam insurance kay tor pr jo raqam jis company ko dya he is paisy pr khums wajib he aur jo monafa melta us pr be kums dyna wajib hoga agr ik sal guzr jy jab tak ik sal nhi guzar ta us profit pr khums wajib nhi he jazakallah allah ta ap ki tofiqat e khair me ezafa frmy ameen.