Assalam o Alaikum mai 12 sal sy skardu reh raha hun aur gilgit me hamari zameen waghaira mojood hai jab kabi hum gilgit jaty hai to hamari namaz qasir he ya pori pryngy ?

:Agar ik shaks kese aise maqam per pouche jo kise zamane me is ka watan raha ho aur bad mai es ne usey tarak kardya ho to chahey is nay koi naya watan apnay ly muntakhb na be keya ho to zarore hai ki wahan puri namaz na perhe.to is hawalese agar apne sakardu rehne ka erada khatam krdya ha or apne ye ikhteyar kar liya hai ki ap hmesha sakardu mai rahengy to sakardu apka watan hojayga gilgit apka watan nahi rahyga albatta 10 din sy kam gilgit _ men rahe to namaz Qaser hogi lekin agr 10 ya us se ziyada din gilgit men rahe to phir puri namaz pryngy hjazakallah)